4 guna Rap Lyrics is the Latest Rap Lyrics song 2022 from Hustle 2.0 which is sung by Mukul Monga and the lyrics is also given by Mukul Mong.
4 guna Rap Lyrics – Mukul Monga Lyrics
Singer | Mukul Monga |
Song Writer | Mukul Monga |
Manikk
4 guna kum ya 4 guna zyada
4 guna kum ya 4 guna
Main bhale baatein karun 4 guna kum
Par dil mein mere baatein chhupi 4 guna zyada
Main bhale likhun unse 4 guna kum
Jo likhun, unse behtar likhun 4 guna zyaada
Meri fati si jeb mein gandhi thoda kum
Unke dilon mein mere liye pyaar thoda zyada
Chaahe namazein padhun unse 4 guna kum
Mujh mein samaaya allah mujhse 4 guna zyada
Dilon ka khel mujhe bhaata nahi
Dilon se khelna bhi mujhe aata nahi
Maine dhokhe diye hain unse 4 guna kum
Apna dil hai tudwaya unse 4 guna zyada
Kyun mere saath khadne wale bas 4
Kyun mere saath ladne wale 4 guna zyada
Kyun mujhe call karne wale bas 4
Kyun phone mein hai log 1000 guna zyada
4 guna zyada matlab meri baaton ka
Hai 4 guna zyada mujhse matlabi yeh log saale
4 din yeh nibhaate baawe yaariyaan,
Aur 4 din baad baawe kaun they yeh log saale
Haan Chalo achhe thae rishte humaare kacche thae,
Bhagat bhi bole bacche yeh
Bawa bacche yeh
We don’t play with them.
Gadar Lyrics Rap – Anubhav Shukla
Maine, logon pe bharosa karke
4 guna zyada gunah kiya hai
Nafrat phaile 4 guna zyada
Aur pyaar phailaana yahan pe sazaa
Paison ka moh inhe 4 guna zyada
Paison se hote hain jismon ke saude
Paison ke liye sab jaan le lenge
Chaahe paison se parivaar bhi kho dein
Maa baap ke saath meri photoein 4
Saanpon ke sath pose kiye 4 hazaar se bhi zyaada
Kuch 8 se 10000 chehre inke
Thakk gaya mein ginke, bazaar se bhi zyaada
Variety inki, society jinki
Badnamiyon se bhari padi, vibe hai kinky
Hai baap ka paisa, aur beta hai kaisa
Usi baap ki badnamiyan, paidaish hai jinki thoo
Asal zindagi mein 4-5 log
Par online circle 1000 guna zyada
Sahi mein izzat karne wale 4 guna kum
Par beizzat karne wale 4 guna zyada
Devi ki pooja karne wale 4 guna kum
Devi aur pooja ko raste pe chhedein 4 guna zyaada
Samajhdaar hain jaanwar, so suck humanity
I believe animality, ab se 4 guna zyada
4 guna zyada fake depression
Hai 4 guna zyada fake feminists bhare padey
Mental health ka bhai mere tu unse puch
Jinke bete hain fandey pe mare padey
4 guna zyada facts iss gaane mein
4 guna kum share hoga yeh zamaane mein
Hai jo pehle se famous, unhi ki tum ****
Khair, maine bhi ab kya lena iss zamaane se
Maine logon pe bharosa karke
4 guna zyada gunah kiya hai
Nafrat phailey 4 guna zyada,
Aur pyaar phailaana yahan pe saza
Paison ka moh inhe 4 guna zyada
Paison se hote hain jismon ke saude
Paison ke liye sab jaan le lenge
Chaahe paison se parivaar bhi kho dein