Azaadi Lyrics Rap is the Latest Rap Lyrics song 2022 from Hustle 2.0 which is sung by Firoza Khan and the lyrics is also given by Firoza Khan.
Azaadi Lyrics Rap – Firoza Khan Lyrics
Singer | Firoza Khan |
Song Writer | Firoza Khan |
Teri kamiyon ko aag laga de
Kaamyaabi ki tu aas badha le
Sab tere pichey kyun ki sab se tu aagey
Rakh himmat dar ko bhaga de
Teri kamiyon ko aag laga de
Kaamyaabi ki tu aas badha le
Sab tere pichey kyun ki sab se tu aagey
Rakh himmat dar ko bhaga
Nikal chuki main aage Mere sapno ke saath
Yahi hai meri zindagi ki pehli shuruwat
Sab karte rahe baat samjhe na mere jazbaat
Sapno ko sach karne mein lagaya maine din raat
Chalti rahi baarish-o- mein aansu chupa ke
Darti nahi khwahishon ko aage le jaake
Haar maan na nahi hai Toofano se takra ke
Aur jhukna ho toh jhuk jati hoon sirf khuda ke aage
Zindagi ek safar ye safar hai suhana
Yahan kal kya hoga kisi ne nahi jana
Kya Khona kya paana khud ko aise kyun satana
Jo mila zindagi se uska kiya shukrana
Brain freeze Lyrics – Gagandeep Singh
Maine mana ye zamana haseeno ka hai deewana
Zamana mere pichey mera nahi thikana
Mera mann banjara ye dil aawara
Kalam mere haath yahi mera sahara
Teri kamiyon ko aag laga de
Kaamyaabi ki tu aas badha le
Sab tere pichey kyun ki sab se tu aagey
Rakh himmat dar ko bhaga de
Teri kamiyon ko aag laga de
Kaamyaabi ki tu aas badha le
Sab tere pichey kyun ki sab se tu aagey
Rakh himmat dar ko bhaga
Sherni wali chaal nazrein jaise baaz
Aawaz mein sachchai nahi chahiye sar pe taj
Rehti hoon bindass kuch log kaafi udaas
Ye khilaaf mere bole inhe zaroori hain ilaaj
Padhti hoon insaan jaise padhti main kitaab
Saarey gyaan haasil karke sach hue mere khwaab
Khud pe diya maine dhyaan zindagi hui asaan
Shayari ka sailaab leke aayi hoon toofan
Meri shaan main Axomia Pathan
Father figure King Khan
Hindustan meri Shaan janmasthan Hai Assam
Khanzaadi mera naam azaadi meri maang
2 haath se Pranam ek haath se salaam
Teri kamiyon ko aag laga de
Kaamyaabi ki tu aas badha le
Sab tere pichey kyun ki sab se tu aagey
Rakh himmat dar ko bhaga de
Teri kamiyon ko aag laga de
Kaamyaabi ki tu aas badha le
Sab tere pichey kyun ki sab se tu aagey
Rakh himmat dar ko bhaga de