Baat Saaf Hai Lyrics – Sonu Nigam

Baat Saaf Hai Lyrics is a Latest hindi Lyrics song which is sung by Sonu Nigam and Lyrics of Baat Saaf Hai is Given by Abhendra Kumar Upadhyay.

Baat Saaf Hai Lyrics in English – Sonu Nigam Lyrics

Baat Saaf Hai Lyrics
SingerSonu Nigam
MusicARV Muzic
Song WriterAbhendra Kumar Upadhyay

Iss jamane ki veed mai
Tu aya meri takdeer mai
Aa sari khubiya maine paayi
Joh thi ranjhe ki heer mai

Tu mane ya naa maane
Yeh baat saaf hain
Tere mere milne mai
Ye rabb ka haath hain

Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai

Jisko joh milna hota hain
Pehle sehi saab tay hota hain

Ho jisko joh milna hota hain
Pehle sehi saab tay hota hain
Hath yaa maathe pe
Kaahi to woh likha hota hain

Tu jane ya naa jane
Yeh dil ki awaz hain
Tere mere milne mai
Ye rabb ka haath hain

Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai

Jodiya toh aasman pe
Hi banayi jaati hain

Ho jodiya toh aasman pe
Hi banaayi jati hain
Rasme milne ke zameen pe
Baas nibhaayi jaati hain

Mai teri rasam hoon
Tu meri riwaaz hain
Tere mere milne main
Rabb ka haath hain

Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai

Sajjna mai tera ho gya
Sajjna mai tera
Sajjna mai tera ho gya
Sajjna mai tera

Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai
Yeh baat saaf hai.

1 Comment

Leave a Reply