kabhi raat din hum door the lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

kabhi raat din hum door the lyrics is a hindi song which is sung by kabhi raat din hum door the lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Miss Shammi, Manna Dey.

kabhi-raat-din-hum-door-the-lyrics
kabhi raat din hum door the lyrics
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Miss Shammi, Manna Dey
SingerSuraj Prakash
MusicKalyanji-Anandji
Song WriterAnand Bakshi

kabhi raat din hum door the lyrics

kabhi raat-din hum dur the, din-raat ka abb saath hai
kabhi raat-din hum dur the, din-raat ka abb saath hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat-din hum dur the

teri aankh me hai khumaar sa, meri chaal me hai surur sa
teri aankh me hai khumaar sa, meri chaal me hai surur sa
yeh bahaar kuchh hai piye huye, yeh sama nashe me hai chur sa
yeh sama nashe me hai chur sa
kabhi in fijaao me pyaas thi, abb mausam-e-barsaat hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat-din hum dur the


Kya Thi Dosti Lyrics – Utkarsh Saxena Lyrics

mujhe tumne kaise badal diya, hairaan hu main is baat par
mujhe tumne kaise badal diya, hairaan hu main is baat par
mera dil dhadakta hai aajkal, teri shaukh najaro se puchhkar
teri shaukh najaro se puchhkar
meri jaan kabhi mere bas me thi, abb jindagi tere haath me hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat-din hum dur the

yu hi aaj tak rahe hum juda, tumhe kya mila hame kya mila
yu hi aaj tak rahe hum juda, tumhe kya mila hame kya mila
kabhi tum khafa, kabhi hum khafa, kabhi yeh gila, kabhi woh gila
kabhi yeh gila, kabhi woh gila
kitne bure the woh din sanam, kitni hasin yeh raat hai
woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
kabhi raat-din hum dur the, din-raat ka abb saath hai
kabhi raat-din hum dur the

kabhi raat din hum door the lyrics

1 thought on “kabhi raat din hum door the lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi”

Leave a Reply