Tu mera hai sanam Lyrics

Tu mera hai sanam Lyrics is song by ALTAAF SAYYED and lyrics of this song is given by AKHTAR NAFE

Tu mera hai sanam Lyrics
Tu mera hai sanam Lyrics

Tu mera hai sanam Lyrics Song Credits :-

TITLE : MERA SANAM
SONG : HUM DEEWANE HAIN APKE
SINGER : ALTAAF SAYYED
MUSIC : CHANDRA SURYA
PROGRAMMING : CHANDRA SURYA
LYRICIST : AKHTAR NAFE

 

Tu mera hai sanam Lyrics

Naino ki to baat naina jaane hai
Sapno ke raast rena jaane hai
Naino ki to baat naina jaane hai
Sapno ke raast rena jaane hai
Dil ki baatein dhadkan jaane hai
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke
Hum to bas itna jaane hai

Tu mera hai sanam Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam
Tu mera hai sanam Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..

 

Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria
Kahi kare de na ye.. mere liye dushwaria
Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria
Kahi kare de na ye.. mere liye dushwaria
Husan ki baat to husan hi jaane hai
Roop ke naaz to roop hi jaane hai
Sahi galt to darpan jaane hai
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke
Hum to bas itna jaane hai..

Tu mera hai sanam Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam
Tu mera hai sanam Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..

Sukhe patton ki tarha thi meri ye zindagi
Osa ki bundon ke jaise Jab se mujhpe tu geeri
Sukhe patton ki tarha thi meri ye zindagi
Osa ki bundon ke jaise Jab se mujhpe tu geeri
Ruh ki baat to saans hi jaane hai
Honton ki khwaishein pyaas hi jaane hai
Kyu jogi ho jogan jaane hai Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke Hum to bas itna jaane hai..

Tu mera hai sanam Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam
Tu mera hai sanam Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam

 

Tu mera hai sanam Lyrics Video

Leave a Reply